Friday, October 18, 2019

hi aashie

Hi aashie.

Kaisi ho ? Mujhe pata hie khush ho jiske saath bhi ho,
Par pata hie jb me subh uthta hun tumhari yaad aati hie kaash tum meri hoti par koi baat nahin.

Aaj daaru pi hai aur pryanka ka phone bhi aaya tha pooch bata rahi thi ki asshie ke bare me mene bata diya hai tumhara naam kyun ki tum important ho eb vo nahin ,

Acch me batana bhool gaya khud ko saza nahin deta me eb insta pe msg dekha tha tumhara par accept nahin kiya kyun ki aur bhi logo ke pas login hai iska. Iss liye. 

Seedha bol nahin saqta mere me pta ha eb utni himmat nahin bachi ki tumko face karun ya kisi or larki ko face karun roz sharab pita hin bs iss ummid main ki jald khatam ho ye sab i know tumhe bhi chinta rahti hogi ki me kya kar raha hun kyun kar raha hun. Par pata hai me tumhe chahta hun par meri life me nahin chahta kyun ki already barbad kar li hai bahot jyada.

Tum bhot acchi ho par me layak hin nahin tumhare kahin se bhi iss liye koshish bhi eb chor di hai. Haan 2-3 larkiya bhaav de rahi mujhe par jisko aashie pasand ho aur kon pasand aayega ? Ho hi itti acchi tum ❤️ accha suno ja raha me kahin bahar 2 din ke liye fir aake likhunga and ha bahot acchi ho tum priyanka Se bhi. :)

Sunday, October 6, 2019

wo bada saher

kashti dubo di hamne apni uss aik bade saher ki talash main,

wo bada saher jo hazaro ki zindagy se khel raha hain.

Kashti me

Kashti me hin guzar dun apni zindgy, Kinara kabhi aayega esa koi ishara toh ho.

hi aashie

hi aashie

kaisi ho ? janta hun jahan bhi hogi khush hin hogi agar nahin ho tou ho jaaogi jaldi me god sy pray karunga, main theek hun, aaj bas ese hin tumhari yaad aai tou socha kuch likhu. jaante ho twitter pe mujhe kain log rotlu bolte, aur ghar main bhi mumma ko kuch jyada chinta rahti hamesha poochti rahti kya huaa and all,

par sab sahi hai kyun ki loug bs mere post or tweet parh rahen feel sab se nahin hota na, aur ma to ma hoti hai na aik nazar me bata deti hie kya chal raha hie,

pata hie mujhe aaj bhi lagta ha ki kaash mene haar na maani hoti to aaj me esa na hota, pata hie aaj kal mera mnann nhin karta kuch karne ka na kisi se baat karne ka, thakan si ho gai hai zindgy sy ajeeb ajeeb khayal aate kabhi kabhi sochta hun iss se accha tum meri zindgy main aai hin na hoti.

halat eb ese hain ki khud ko apne hin toxic khayalon se maar raha hun bacha lo khud ko dard deta rhata hun kain baar haatho se khoon bhi nikla par dil me dard itna tha ki pata nahin chala. log kahte hain tum matlabi ho sirf apne baare ma sochte kaise me bataaun ki nahin hu me matlabi sab ke baare me sochta bhi hun par eb kuch samajh me nahin aata kya karun pata nahin kis baat ke liye saza de raha main khud ko bs eb kuch kaam hie baaki ka baad me likhunga khyal rakhna apna 

your deep